Friday, March 16, 2018

05 - English to Urdu Sentences | Learn English Through Sentences

1.
Moiz is reading a book.

[Moiz (ek) kitab perh raha hai.]
What is Moiz doing?

[Moiz kiya kar raha hai?]
Moiz is reading.

[Moiz perh raha hai.]
What is he reading?

[Woh kiya perh raha hai?]
He is reading a book.

[Woh (ek) kitab perh raha hai.]



2.
Sonu is listening to a song.
[Sonu gana sun raha hai.]
What is Sonu doing?
[Sonu kiya kar raha hai?]
He is listening.
[Woh sun raha hai.]
What is he listening to?
[Woh kiya sun raha hai?]
He is listening to a song.
[Woh (ek) gana sun raha hai.]



3.
Motu and Patlu are playing ludo.
[Motu our Patlu ludo khel rahay hain.]
What are Motu and Patlu doing?
[Motu and Patlu kiya kar rahay hain?]
They are playing.
[Woh khel rahay hain?]
What are they playing?
[Woh kiya khel rahay hain?]
They are playing ludo.
[Woh ludo khel rahay hain?]



4.
The cat is drinking.
[Woh billi pani pee rahi hai.]
What is the cat doing?
[Woh billi kiya kar rahi hai?]
It is drinking.
[Woh pee rahi hai.]
What is it drinking?
[Woh kiya pee rahi hai?]
It is drinking water.
[Woh pani pee rahi hai.]



5.
Guddi is going to school.

[Guddi school ja rahi hai.]
What is Guddi doing?

[Guddi kiya kar rahi hai?]
She is going.

[Woh ja rahi hai.]
Where is she going?

[Woh kahan ja rahi hai?]
She is going to school.

[Woh school ja rahi hai.]



6.
Rukhsana is making tea.
[Rukhsana chaey bana rahi hai.]
What is Rukhsana doing?
[Rukhsana kiya kar rahi hai?]
She is making something?
[Woh kuch bana rahi hai.]
What is she making?
[Woh kiya bana rahi hai?]
She is making tea.
[Woh chaey bana rahi hai.]



7.
John is going to work.
[John kaam par ja raha hai.]
Where is John going?
[John kahan ja raha hai?]
He is going to work.
[John kaam par ja rahai hai.]



8.
It is raining.
[Barish ho rahi hai.]
It is snowing.
[Baraf bari ho rahi hai.]
It is drizzling. 
[Bunda bandi ho rahi hai.]



9.
Munni is eating an apple.
[Munni seb kha rahi hai.]
What is Munni doing?
[Munni kiya kar rahi hai?]
She is eating.
[Woh kha rahi hai.]
What is she eating?
[Woh kiya kha rahi hai?]
She is eating an apple.
[Woh (ek) seb kha rahi hai.]


10.
What are you doing?
[Tum kiya kar rahay ho?]
I am writing a letter.

[Main (ek) kht likh raha hoon.]

What are you doing?
[Tum kiya kar rahay ho?]
I am reading a newspaper.
[Main (ek) akhbaar perh raha hoon.]

What are you doing?
[Tum kiya kar rahay ho?]
I am eating an apple.
[Main (ek) seb kha raha hoon.]

No comments:

Post a Comment