Tuesday, March 13, 2018

04 - English to Urdu Sentences | Learn English Through Sentences

1. Moiz is reading.
[Moiz perh raha hai.]
1. Moiz is reading a book.
[Moiz (ek) kitaab perh raha hai.]
1. Thy boy is reading a book.
[Woh  larka (ek) kitaab perh raha hai.  ]
1. He is reading a book.
[Woh (ek) kitaab perh raha hai.]



2. Sonu is writing.
[Sonu likh raha hai.]
2. Sonu is writing a letter.
[Sonu (ek) kht likh raha hai.]
2. The boy is writing a letter.
[Woh larka (ek) kht likh raha hai.]
2. He is writing a letter.
[Woh (ek) kht likh raha hai.]



3. Tiku is watching.
[Tiku dekh raha hai.]
3. Tiku is watching a movie.
[Tiku (ek) movie dekh raha hai.]
3. The boy is watching a movie.
[Woh larka (ek) movie dekh raha hai.]
3. He is watching a movie.
[Woh (ek) movie dekh raha hai.]



4. Guddi is listening to a song.
[Guddi (ek) gana sun rahi hai.]
4. The girl is listening to a song.
[Woh larki (ek) gana sun rahi hai.]
4. She is listening to a song.
[Woh (ek) gana sun rahi hai.]



5. Munni is playing.
[Munni khel rahi hai.]
5. Munni is playing a game.
[Munni (ek) game khel rahi hai.]
5. The girl is playing a game.
[Woh larki ek game khel rahi hai.]
5. She is playing a game.
[Woh ek game khel rahi hai.]



6. Salman Khan and Shahrukh Khan are playing cricket.
[Salman Khan our Shahrukh Khan cricket khel rahe hain.]
6. The men are playing cricket.
[Woh Admi cricket khel rahe hain.]
6. They are playing cricket.
[Woh cricket khel rahe hain.]



7. Karina and Karishma are cooking.
[Karina our Karishma paka rahi hain.]
7. Karina and Karishma are cooking biryani.
[Karina our Karishma biryani paka rahi hain.]
7. The women are cooking biryani.
[Woh aurtain biryani paka rahi hain.]
7. They are cooking biryani.
[Woh biryani paka rahi hain.]



8. Jinnah is driving.
[Jinnah chala raha hai.]
8. Jinnah is driving a car.
[Jinnah (ek) gari chala raha hai.]
8. The man is driving a car.
[Woh Admi (ek) gari chala raha hai.]
8. He is driving a car.
[Woh (ek) gari chala raha hai.]



9. Bablu is eating.
[Bablu kha raha hai.]
9. Bablu is earing a sandwich.
[Bablu (ek) sandwich kha raha hai.]
9. The boy is eating a sandwich.
[Woh larka (ek) sandwich kha raha hai.]
9. He is eating a sandwich.
[Woh (ek) sandwich kha raha hai.]




10. Pinky is drinking.
[Pinky pee rahi hai.]
10. Pinky is drinking water.
[Pinky pani pee rahi hai.]
10. The girl is drinking water.
[Woh larki pani pee rahi hai.]
10. She is drinking water.
[Woh pani pee rahi hai.]

No comments:

Post a Comment