Sunday, March 18, 2018

06 - English to Urdu Sentences | Learn English Through Sentences

1. Guddi is going to school.
[Guddi school (ko) ja rahi hai. / Guddi school ja rahi hai.]
Where is Guddi going?
[Guddi kahan ja rahi hai?]
She is going to school.
[Woh school (ko) ja rahi hay.]
Is Guddi going to school?
[Kiya guddi school (ko) ja rahi hai?]
Yes. She is going to school.
[Haan. Woh school (ko) ja rahi hai.]
(Yahan hum mukhtasar jawab dene k liye sirf "Yes." bhi keh sakte hain).



2. John is going to work.
[John kaam par ja raha hai.]
Is John going to school?
[Kiya John school ja raha hai?]
No. He is not going to school.
[Nahi. Woh school nahi ja raha.]
Where is he going?
[Woh kahan ja raha hai?]
He is going to work.
[Woh kaam par ja raha hai?]


3. Moiz is reading a book.
[Moiz (ek) kitab perh raha hai.]
Is Moiz writing a letter?
[Kiya Moiz (ek) kht likh raha hai?]
No. He is not writing a letter.

[Nahi. Woh (ek) khat nhi likh raha hay.]
What is he doing?

[Woh kiya kar raha hay?]
He is reading.
[Woh perh raha hai.]
What is he reading?
[Woh kiya kar raha hai?]
He is reading a book.
[Woh (ek) kitab perh raha hai.]



4. Salman and Shahrukh are playing cricket.
[Salman our Shahrukh cricket khel rahay hain.]
Are Salman and Shahrukh cooking?
[Kiya Salman our Shahrukh paka rahay hain?]
No. They are playing.
[Nahi. Woh khel rahay hain.]
What are they playing?
[Woh kiya khel rahay hain?]
They are playing cricket.
[Woh cricket khel rahay hain.]


5. Karina and Karishma are cooking biryani.
[Karina our Karishma biryani paka rahay hain.]
Are Karina and Karishma playing cricket?
[Kiya Karina our Karishma cricket khel rahi hain?]
No. They are cooking.
[Nahi. Woh paka rahi hain.]
What are they cooking?
[Woh kiya paka rahi hain?]
They are cooking biryani.
[Woh biryani paka rahi hain.]


6. What are you doing?
[Tum kiya kar rahay ho?]

*I am writing.
[Main likh raha hoon.]
Are you writing a book?
[Kiya tum (ek) kitab likh rahay ho?]
No. I am writing a letter.
[Nahi. Main (ek) kht likh raha hoon.]

*I am reading.
[Main perh raha hoon.]
Are you reading a newspaper?
[Kiya tum (ek) akhbar perh rahay ho?]
No. I am not reading a newspaper. I am reading a book.
[Nahi. Main akhbar nahi perh raha hoon. Main (ek) kitab perh raha hoon.]
("You" ka istemaal ek shaks k liye bhi hota hay our ek se ziyadah logon k liye bhi hota hai. Jese k neechay dekhain.)



7. What are you doing?
[Tum kiya kar rahay ho?]
(Misaal k tor par aap k saamne ek se ziyadah log kharay hain, our aap un se sawal kartay hain k "Aap kiya kar rahay hain?" to woh jawab me kahaingay:
We are cooking biryani.
[Hum biryani paka rahay hain.]
We are playing cricket.
[Hum cricket khel rahay hain.]



8. It is raining.
[Barish ho rahi hai.]
Is it raining?
[Kiya barish ho rahi hai?]
Yes. It is raining.
[Haan. Barish ho rahi hai.]
Is it snowing?
[Kiya baraf baari ho rahi hai?]
No. It is not snowing. It is raining.
[Nahi. Baraf baari nahi ho rahi. Barish ho rahi hai.]
Is it raining heavily?
[Kiya zoro'n ki / tayz barish ho rahi hai?]
Yes. It is raining heavily.
[Han. Tayz barish ho rahi hai.]



9. I am watching a movie.
[Main ek movie dekh raha hoon.]
Am I watching a movie?
[Kiya main ek movie dekh raha hoon.]
Yes.
[Haan.]

Am I playing cricket?
[Kiya main cricket khel raha hoon?]
No.
[Nahi.]
Am I watching news?
[Kiya main khabrain dekh raha hoon?]
No. I am watching a movie.
[Nahi. Main movie dekh raha hoon.]



10.
They are playing.
[Woh khel rahay hain.]

Are they playing?
[Kiya woh khel rahay hain?]
They are not cooking.
[Woh paka nahi rahay hain.]
I am writing.
[Main likh raha hoon.]

I am not reading.
[Main perh nahi raha hoon.]
Am I writing?
[Kiya main likh raha hoon?]
We are playing cricket.
[Hum cricket khel rahay hain?]
Are we cooking?
[Kiya hum paka rahay hain?]
No. We are not cooking.
[Nahi. Hum paka nahi rahay hain?]
What are we doing?
[Hum kiya kar rahay hain?]
We are playing cricket.
[Hum cricket khel rahay hain.]
She is going to school.
[Woh school ja rahi hai.]
Is she going to work?
[Kiya woh kaam per ja rahi hai?]
No. She is not going to work. She is going to school.
[Nahi. Woh kaam par nahi ja rahi hai. Woh school ja rahi hay.]
He is reading a book.
[Woh (ek) kitab perh raha hai.]
Is he reading a newspaper?
[Kiya woh (ek) akhbar perh raha hai?]
No. He is not reading a newspaper. He is reading a book.
[Nahi. Woh akhbar nahi perh raha. Woh ek kitab perh raha hay.]

No comments:

Post a Comment