Sunday, March 11, 2018

01 - English to Urdu Sentences | Learn English Through Sentences

1. Ismail is eating.
[Ismail kha raha hai.]
(Jab hum ek shaks ya ek cheez k baray main baat kar rahay hon to "is" istemaal hoga.)


2. Ismail and Salman are earting.
[Ismail our Salman kha rahay hain.]
(ek se ziyadah logon ya cheezon k liye "are" istemaal hota hai)


3. Noman is drinking.
[Noman pee raha hai.]


4. Noman and Mubeen are drinking
[Noman our Mubeen pee rahe hain.]


5. Shehzad is running.
[Shehzad dor raha hai.]


6. Shehzad and Shoaib are running.
[Shehzad our Shoaib dor rahay hain.]


7. John is walking.
[John chal raha hai.]


8. John and Ibrahim are walking.
[John our Ibrahim chal rahay hain.]


9. Shahina is writing.
[Shahina likh rahi hai.]


10. Shahina and Mehnaaz are writing.
[Shahina our Mehnaz likh rahi hain.]


11. Karina is reading.
[Karina perh rahi hai.]


12. Karina and Karishma are reading.
[Karina our Karishma perh rahi hain.]


13. Shahrukh is swimming.
[Shahrukh teraki kar raha hai.]


14. Shahrukh and Salman are swimming.
[Shahrukh our Salman teraki kar rahay hain.]


15. Laila is cooking.
[Laila paka rahi hai.]


16. Laila and Shehla are cooking.
[Laila our Shehla paka rahi hain.]


1. eat: khana
2. walk: chalna
3. run: dorna / bhagna
4. cook: pakana
5. swim: tayrna / teraki karna
6. read: perhna
7. write: likhna
8. drink: peena

No comments:

Post a Comment