Saturday, November 4, 2017

premature: Urdu meaning

#premature
[قبل ازوقت qabal az waqt / وَقت سے پَہلےwaqt se pehle / نورسیدہ no raseedah / نا مکمل na mukammal]
Definitions: (adjective)
1. [qabal az waqt / waqt se pehle (jo aam ya mutawaqah waqt se pehle ho jaey)]
2. [(bachay ki pedaish k mutalliq) waqt se pehle bachay ki pedaish ho jana / qabal az waqt bachay ki pedaish ho jana, pregnancy ka time poora hone se pehle hi bachay ka bahar aa jana]
3. [qabal az waqt (yeh kehna k koi cheez waqt se pehle ho rahi hai, bohat jald ho rahi hai]


Example Sentences:
1. a premature birth (2)
[qabal az waqt pedaish]
[A premature birth is a birth that takes place more than three weeks before the baby is due.]
2. a premature death (1)
[qabal az waqt mot]
3. premature ejaculation (1)
[sar'at e inzaal (waqt se pehle inzaal ho jana]
4. Each year, some 15 million premature babies are born around the world. Out of these, more than one million die shortly after birth. (2)
5. a petition seeking premature release of old age prisoners who were ill (1)

No comments:

Post a Comment